App Sain Jaane Duniyabhar Ke Animals Aur Bird Ki Jaankari

Google play store par mozood kuch khaas application ke zariye duniyabhar ke animals ke baarein main acchi jaankari haasil ki jaa skti hain. Unki (voice) avaaz, rehne ki jengah aur unsain related bhut saari jaankari in app ke zariye haasil ki jaa skti hain. Alag-alag animals aur unki (voice) avaaz ke baarein main pta lagane ke liye hindi language ka app "jaanvaro dhvni - bachcho ka game" ek accha option hain. Ies app ka naam hindi main rakha gya hain.
 
 
App Sain Jaane Duniyabhar Ke Animals Aur Bird Ki Jaankari

Hindi App Ka Naam :-

Play store par mozood hindi app "jaanvar lagta hain" kafi popular hain. Ies app ke zariye aap duniya ke pasandida animals ki 130 (voice) avaazo aur pictures dekhkar aap unke baarein main baariki sain samajh skte hain. Iesmain animals ke baarein main kae language main jaankari de hain.

"Animals Sound For Baby" bhi aisa hie ek app hain.

 

Animals Encyclopedia :-

Ies app par duniya ke sabhi terah ke animal ki jaankari milti hain. Animals ki jaankari milti hain. Animals ko kitne group main banta gya hain aur unka naam kya hain. Ye sab jaankariya ies app par milegi. Ies app par jaanvaro ke baarein main exam main puche jane vale savaalo ki jaankari de gyi hain.

 

 Animal Time : erncyclopedia :-

Ies app ki madad sain aap joo animal abb earth par nhi hain unke baarein main jaan skte hain. Unki utpatti sain lekar abhi samey tak ki sabhi jaankari ies app par mozood hain.

 

Amazing Animal Facts :-

Ies aap ki madad sain aap duniyabhar ke animals ke baarein main ajab - gajab jaankariya paa skte hain. Yha user kisi animal ke baarein main adhyan kar skte hain.

Animal Encyclopedia : Mammals :-

Ies app ki madad sain log duniya ke 4000 sain zyada terah ke jivo ke baarein main jaankari lain skte hain. Ies Aap main earth ki janam sain lekar abb tak ki saari jevik sanrenchna ka bhi detail dey gyi hain. Yha aap kisi jantu v jaanvar aur usse judi jeavik jaankari haasil kar skte hain. Biology ke student ke saath samaney student ke liye bhi bhut accha hain yeh app.
 

World Bird Guide :-

Ies app ki madad sain user duniya ke kisi bhi kone main paye jane vale bird ke baarein main paryog kar skta hain. Veh bird kha paya jata hain aur vha ka mausam kaisa rehta hain yeh sab jana jaa skta hain ies app sain. Ies app main "google map" ki suvidha bhi hain.
 

Birds Aroud Me :-

Ies app sain 100 country ke 10000 birds ki jaankari paa skte hain. Unke naam, avaaz aur kha rehte hain yeh sab ies app par mozood hain.

Labels: , ,