Facebook ne apne sikayat forum me sabhi questions ka bakubhi
se bataya hai,lekin Poke Word aesa hai jise 90% facebook user aur Khud Facebook
Company worker aur Facebook Owner bhi nahi jante ki Poke ki Meaning kya hoti hai.
Poke Kya Hai ?Poke Meaning IN Hindi-
Poke ka Hindi me mean hota hai चिढ़ाना,या सोये हुए लोगो को जगाना |aap
kisi ko Poke karte ho to iska seedha mean yahi hota hai ki aap us vyakti ko
cheedha rhe ho ya wah vyakti aap ko bhool gya hai aap usko yah yaad dilate hai
–ki kya wah aapko bhool gya hai,aap kisi ko bhi Poke kar sakte chahe wah aapka
Friend ho ya na ho.agar koi Friend koi dost nahi hai aur aap use Poke karte ho
to iska ssedha sa matlb yha yah hoga – Oye bhai , kya tum mujhe bhool gye .
Overall iska mean aap do
Prakar se nikal sakte hai Pahla yah to wah aapko cheedha rha hai ya fir aap
usko bhool gye ho. Iska Use bhi log galat Upyog
karte hai kyonki bahut se log iska matlb bhi nhi jante.aur wo iska
galat use karte hai
According To Mark
Zuckerberg Poke ka Matlb-
Jab Mark Zuckerberg se
iska matlb pucha gya to Mark ne kaha-हम कोई भी ऐसा फीचर
बनायेंगे जिसका कोई मतलब न हो ,उसका कोई उद्देश्य न हो ,वह फीचर बस मस्ती के लिए
ही हो और वह फीचर है पोक |
Agar Aap Facebook Help
Center me aap Poke ki meaning janna chahenge tab bhi aap nhi jaan sakte ki
aakhir poke kya hai.
How To Poke Anyone (kisi
ko bhi Poke Kaise Kare)-
Very Very Short Trick to Poke Someone -
is link par jaye-www.facebook.com/pokes
aur search box me uska naam dale jisko aap poke karna chahte ho.
is link se aapko yah bhi pta chalega ki kisne aapko Poke kiya Hai,aap Poke Back par click karke Usko answer De sakte hai.
Step#1-
Facebook.com par
jaiye,fir aap jis Person ko poke karna chahte hai uski Profile par jaye.
Step#2-
Profile par jane ke baad
profile par neeche aaye ab aapko Poke Option Dikhayi de rha hoga.ab poke option
aapko dikhayi de raha hoga.
Agar koi bhi Person aapko
Poke karta hai to iska saaf yah matlb hai ki wah aapse mza le rha hai , na ki
wah aapse gussa hokar ye kar rha hai ,Aap Poke Back karke use jawab de na ki
use block kare.