Facebook Par
Heading daal kar kaise likha jata hai wo
heading bold letters me ho.Mujhe Lagta hai aesa aapne abhi tak aesa dekha nahi hoga,lekin yah Sambhav hai.Facebook ne Notes Option ke jariye yah Option diya hai,jise aksar log try nahi karte.chaliye jante hai
Facebook par Bold Letter / words Kaise Likhe( How To Write Bold Letter on Facebook Post In Hindi)...............
Facebook par Bold Font Letters ka Use Kaise Kare-
Facebook Note par AAP MOTE LETTERS ka use kar sakte hai
Step#1-
Facebook Menu par jaaye
Step#2-
ab aap aapko apna facebook dashbord dikh raha hoga,jisme bahut option honge neeche ki or aane par aapko "Notes" Option Milega.
Notes par click kare
Step#3-
ab Diye gaye option Bhre-
1- Tittle- Tittle Me Topic Ke baare me likhe.
Ex-हिंदी ब्लॉग गुरु
2-Body- yah Tittle me jo aapne bhra hai yhan wah likhe.
Ex- Hy,अगर आप है Tech के दीवाने और आप भी अपनी वेबसाइट बनाना सीखना चाहते हैं तो आप भी सीख सकते है हिंदी ब्लॉग गुरु के जरिये।
ab post ko kisko dikhnana chahte waisa chune jaisa ki maine PUBLIC chuna hai isse sabhi log ise dekh sakte hain.
Ab Publish par Click kare.
Must Read-
Facebook Par Bold Letters Me Likhne Ke Fayde -
- aaj kal facebook par bahut saari post aati hai jinhe koi nahi padhta ,Ab aap Post ki importance ko badhane ke liye bold letters me likhenge to ise sab padhenge.
- Aksar Bold Letters me likhi hui post padhne ko nahi milti lekin aapki post bade words me mote words me likhi hai facebook par to ise sab log padhenge .
- aap koi story ya poem quotation ko Facebook par with Title daal sakenge.
Aap ko meri ye Post Kaisi lagi Comment Box Me Btana na Bhoole,aur Friends me Share kare...............:)