Blog par social share button kaise lagaye/add kare ?


Friends, aaj mai aapko bataunga Social share Button Blog Par kaise lagate hai.How to attact Beautiful-Social-Share-Button-on-blog.
"Blog Par Facebook, Twitter,Google Plus Share Button Kaise lagate hai "

                                                Dosto, aap Sab ko yah batane ka koi fayda nhi ki social mediya  ke fayde kya hai aur bloggers iska fayda kaise le sakte hai.Aap yahi Search karke hamari site Par aaye honge ki Social Share Button par blog jodne ka kya fayda hai .Agar aap naye Visitor hai to aap yah janne ke liye neeche padhe.


social-share-button-kaise-lagaye


Blog Par Social Share Button Button Jodne Ke Kya Fayde Hai.

A.Visitors Badhane Me Help Karte Hai- 



                                            Social Mediya ek bahut accha kjariya hai visitors ko badhane ka ,jab bhi aap koi post publish karte hai uske baad aap apni posts ko Facebook, Twitter,Google Plus Etc Par share karna na bhoole . Bahut se Popular Blogs Hai jinka Traffic Ka 25 % blog se hi aata hai.

B.Google Bhi Karta Hai Pasand-

                                                     Google bhi yah bahut jyada Pasand karta hai ki aap Social Mediya par bhi Blogs Share Karte hain.

C.Alexa Rank Badhti Hai-

                                                       Mera yah manana hai ki Blog Share Karne karne se aapki alexa Rank kafi badhti hai .aur agar aapke friends ise aura age bhi share karte hai to isse bhi google Ranking aur alexa Ranking Par Prabhav Padta hai.

 Social Share Buttons Ko blog me kaise add kare-
Step#1-

Sabse pahle neeche diye Gye Code ko Copy (Ctrl+C) kare –
                    -Horizontal-
Blog में क्षैतिज यानि की row टाइप में लगाने के लिए नीचे वाला code कॉपी करे (ctrl+c)|

                                  
                       -Vertical-
Blog में उर्ध्वाधर यानि की कॉलम टाइप में लगाने के लिए नीचे वाला code कॉपी करे (ctrl+c)|
 
                                  

Step#2-
Ab aap “Layout” Par Jaiye.aur “Add a Gadget” Par Click Kare.

Step#3-

 Ab ek PopUp Khulega jisme aapko Uper Wala Code copy Karna hai. Pahle Box Me Share Button likhe aur Uske neeche wale Box me Diya Gya Code Copy kare.Aur Save par click kare.

Step#4-
ab Layout me ‘Save arrangement’ Par click kare.

ab aap yah jaan gye honge ki blog par share button kaise lagaya jata hai.

tags-
how to use share button on blog in hindi
blog par share button kaise lagaye

Labels: , , , ,