Mitro,
आज मेरी पोस्ट blog की डिज़ाइन को खूबसूरत को बनाने से related है ,आज आप जानेंगे कि - Blogger Blog Me Facebook Fan Page kaise Lagate Hai / Kaise Jode .
aajkal ke jamane me Social Media hi sab kuch hai
.Desh ke PM se lekar Students tak sab par Facebook ka asar hai ,to yah bloggers
ke liye kyo important hai .
Blog Ke Liye Facebook Fan Page Kyo Impotant hai –
Jaisa ki maine abhi upper bataya Facebook ko arbon log use karte hai , aur aajkal ager kisi bhi company ko
apna advertisement dena hota hai to wo facebook par hi dete hai .To agar aapka
Page facebook Par hai to aapki site par visitor ki sankya badh jane ki
sambahwana badh jaati hai .kyoki ager kisi ne aapka Facebook PAGE like kiya hai
to jab aap apne page par apni nayi post
ki Link dalenge to aapki new post ki link un sabhi tak pahuch jayegi jinhone
aapka Page like kiya hoga . aur ek Fact yah hai ki agar aap ke Facebook Page ki Likes 1,00,000 hai to aap
samajh lijiye ki aap 5,00,000 ke malik hai.yaani ki aapki ek like 5 Rupees ke
brabar hai . Aur agar aapko hamari POSTS acchi lagti ho Aur aap hamse judna
chahte ho to to hamara page bhi jarur
like kare .
Agar aapke Blog ya
Website par Facebook Fan Box lga hoga to aapki Website bhi Dekhne me acchi
lagegi , aur visitor ke Website par aane ki Probelity bhi Badh Jayegi .
Facebook Fan Page apni
Website / Blog par Kaise Lagaye –
STEP#1-
Apne Blog
Dashbord par blogger.com se jaye.
STEP#2-
fir apne Layout
Par jaye.
STEP#3-
Add a Gadget Par
click kare.
STEP#4-
ab ek Window
Popup khulega jisme aapko HTML/JavaScript par Click kare.
STEP#5-
ab ek aur naya
popup kulega
STEP#6-
us popup me tittle me FB FAN PAGE dale .aur uske neeche wale box me diya hua code dale.aur jaha **** waha apna fb page url daale jaise mere page ka url hai "http://www.facebook.com/hindiblogguru'' to mai dalunga / ke baad wala hindiblogguru waise hi aap / ke baad wala code *** dale .